Thursday, June 14, 2012

Exam me fail hone ki wajah

Exam me fail hone ki wajah kya hai?


Sidha jawab hai......


1 sal ke 365 din hote he.

Roj 8 ghante sone ke.
Yani pure saal ke 122 din.
365-122=243.

Diwali aur samar vacation gino.
61 din...
243-61=182 din.
Usme 52 sunday.
182-52=130 din.
Festival ke 40.
Collage festival 15 din
130-55=75 din.

Khane pine nahane ke 3 ghante ke hisab se 46 din.
75-46=29 din.
Roj ke 1 ghante dosto ke.
Uske 15din.
29-15=14 din.
Ab ladke 10 din to bimar b rahte he.
14-10=4 din bache.

T.V dekhne ke 3 din.
4-3=1 din bacha.
Yaar,1 sal me 1 din hi to birth day aata he.
Ab Birthday ke din kaun padhe yaar........!!! !!!!
:-D :-P

No comments: