Saturday, November 5, 2011

MERI MAA....... [engineering poem]




Main kabhi batlata nahi...par SEMESTER se darta hun mai maa...!
yun to main dikhlata nahi...GRADES ki parwah karta hun main maa..!
tujhe sab hai pata meri maa..!!

kitaabo me...yun na chorro mujhe...
CHAPTER k naam na batla paun mai maa...!
hai bhi to...itne saare ye..
yaad bhi ab aa na paaye maa...!

kya itna bewkoof hun mai maa..! 

jab bhi kabhi...INVIGILATOR mujhe...
jo gaur se....ghurta hain na maa..!!
meri nazar...dhunde Q.PAPER...
sochu koi to sawall ban jaaye naa..
tujhe sab hai pata meri maa..!! 

sab se mein....yeh kehta nahi...bagal waale se tepta hun main maa..!!
chehre pe...aane deta nahi...dil hi dil ghabrata hun main maa..!! 
tujhe sab hai pata meri maa..!! 

Main kabhi batlata nahi...par SEMESTER se darta hun mai maa...!
yun to main dikhlata nahi...GRADES ki parwah karta hun main maa..!
tujhe sab hai pata meri maa..!!
tujhe sab hai pata hain na maa..!!


No comments: